Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa
Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa, Anwaar Ka Alam Kya Hoga
Har Koi Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga

جب حسن تھا ان کا جلوہ نما انوار کا عالم کیا ہوگا
ہر کوئی فدا ہے بن دیکھے دیدار کا عالم کیا ہوگا
Ek Simt Ali Ek Simt Umar, Siddiq Idhar Uthmaan Udhar
In Jug Mug Jug Mug Taraun May, Sarkaar Ka Alam Kya Hoga

اک سمت علی اک سمت ُعمر صدیق ِادھر عثمان ُادھر
ان جگمگ جگمگ تاروں میں ماہتاب کا عالم کیا ہو گا
Jab Inke Gada Bhar Detay Hain, Shahaanay Zamana Ki Jholi
Mohtaaj Ka Jab Yeh Alam Ha, Mukhtaar Ka Alam Kya Hoga

جب انکے گدا بھر دیتے ہیں شاہانِ زمانہ کی جھولی
محتاج کی جب یہ حالت ہے مختار کا عالم کیا ہوگا
Chahain To Ishaaraon Say Apne, Kaya Hi Palat Day Duniya Ki
Yeh Shaan Hai Unke Ghulamau’n Ki, Sardaar Ka Alam Kya Hoga

چاہیں تو اشاروں سے اپنے کایا ہی پلٹ دیں دنیا کی
یہ شان ہے ان کے ُغلاموں کی تو سرکار کا عالم ہو گا
Jan Sun Kay Sahaba Ki Batein, Kuffar Musalmaan Hotay Thay
Phir Mere Rasool-E-Akram Ki, Guftaar Ka Alam Kya Hoga

جب سن کر صحابہ کی باتیں کفار مسلماں ہوتے ہیں
پھر دونوں جہاں کے سرور کی گفتار کا عالم کیا ہوگا
Taibah Say Hawaein Atee Hai Baikal Ko Sukoon Mil Jata Hai
Iss Paar Ka Jab Yeh Alam Hai, Uss Paar Ka Alam Kya Hoga

طیبہ سے ہوا جب آتی ہے بیکل کو سکوں مل جاتا ہے
اس پار کا جب یہ عالم ہے اس پار کا عالم کیا ہوگا

- Jab Gumbad-E-Khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi [Lyrics]
- Munawwar Meri Aankho Ko Mere Shamshudduha Kar Dein [Lyrics]
- Amina Bibi Ke Gulshan Main Aayi Hai Taza Bahar [Lyrics]
11 thoughts on “Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa – [Naat Lyrics]”