Ho Karam Sarkar ﷺ Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar
Ho Karam Sarkar ﷺ Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar
Jaan-O-Dil Tum Par Fida Ae Do Jahan Ke Taajdar
ہو کرم سرکار ﷺ اب تو ہو گئے غم بے شمار
جان و دل تم پر فدا اے دو جہاں کے تاجدار
Mein Akela Aur Masail Zindagi Ke Beshumaar
Aap Hee Kuch Kijiye Na Ae Shah-E-Aali Waqar
Aap Hee Kuch Kijiye Na Ae Shah-E-Aali Waqar
میں اکیلا اور مسائل زندگی کے بے شمار
آپ ہی کچھ کیجیئے نہ اے شہہ عالی وقار
Yaad Aata Hai Tawaaf-E-Khana-E-Ka’aba Mujhe
Aur Lipatna Multazim Se Waalihana Baar Baar
Aur Lipatna Multazim Se Waalihana Baar Baar
یاد آتا ہے طواف خانہ کعبہ مجھے
اور لپٹنا ملتزم سے والہانہ بار بار
Sung-E-Aswad Choom Kar Milta Mujhe Kaif-O-Suroor
Chayn Paata Dekh Kar Dil Mustajab-O-Mustajab
Chayn Paata Dekh Kar Dil Mustajab-O-Mustajab
سنگِ اسود چوم کر ملتا مجھے کیف و سرور
چین پاتا دیکھ کر مستجاب و مستجار
Gumbad-E-Khizra Ke Jalway Aur Woh Iftariyan
Yaad Aati Hain Bohot Ramzan-E-Taiba Ki Bahaar
Yaad Aati Hain Bohot Ramzan-E-Taiba Ki Bahaar
گنبد خضرا کے جلوے اور وہ افطاریاں
یاد آتی ہے بہت رمضان طیبہ کی بہار
Ya RasoolAllah ﷺ Sunn Lejiye Meri Faryad Ko
Kon Hai Jou Keh Sunnay Tere Siwaa Meri Pukaar
Kon Hai Jou Keh Sunnay Tere Siwaa Meri Pukaar
یا رسول اﷲ ﷺ سن لیجیئے میری فریاد کو
کون ہے جو کہ سنے تیرے سوا میری پکار
Ghum Zadaa Yoon Na Huwa Hota Ubaid-E-Qadri
Iss Baras Bhi Dekhta Gar Sabz Gumbad Ki Bahar
Iss Baras Bhi Dekhta Gar Sabz Gumbad Ki Bahar
غمزدہ یوں نہ ہوا ہوتا عبید قادری
اس برس بھی دیکھتا گر سبز گنبد کی بہار
Ho Karam Sarkar ﷺ Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar
Jaan-O-Dil Tum Par Fida Ae Do Jahan Ke Taajdar
ہو کرم سرکار ﷺ اب تو ہو گئے غم بے شمار
جان و دل تم پر فدا اے دو جہاں کے تاجدار
- Huzoor Aisa Koi Intizam Ho Jaye – [Naat Lyrics]
- Amina Bibi Ke Gulshan Main Aayi Hai Taza Bahar [Lyrics]
- Gham Sabhi Rahat O Taskeen Mein Dhal Jaate Hain [Lyrics]
Your point of view caught my eye and was very interesting. Thanks. I have a question for you.
Can you be more specific about the content of your article? After reading it, I still have some doubts. Hope you can help me.