Abdul Karim bin Hawazin Quotes in Urdu | Islamic Quotes

Abdul Karim bin Hawazin Quotes in Urdu

اقوال عبدالکریم بن ہوازن قشیری

 

.پہلے خیال کے آتے ہی اس کے مطابق عمل کرنا جہد کہلاتا ہے

pehlay khayaal ke atay hi is ke mutabiq amal karna jehed kehlata hai

دعا قضاء حاجات کی چابی ہے اور فاقہ مستوں کے لئے راحت کا سبب ہے مجبوروں کے لئے جائے پناہ ہے اور حاجت مندوں کے لئے

آرام کرنے کا ذریعہ۔

dua قضاء hajat ki chaabi hai aur faqa masto ke liye raahat ka sabab hai mjboron ke liye jaye panah hai aur haajat mandoon ke liye aaraam karne ka zareya

حیا کی زبان کے ساتھ اللہ تعالی کے سامنے آنے کا نام دعا ہے۔ 

haya ki zabaan ke sath Allah taala ke samnay anay ka naam dua hai

انسان کے آنسو اس کے دل کی ترجمانی کرتے ہیں۔ 

insaan ke ansoo is ke dil ki tarjamani karte hain

سفر کو سفر اس لئے کہا گیا ہے کہ اس سے آدمی کے اخلاق ظاہر ہوتے ہیں۔ 

safar ko safar is  liye kaha gaya hai ke is se aadmi ke ikhlaq zahir hotay hain

عارف جو کچھ کہتا ہے درحقیقت وہ اس سے بلند ہوتا ہے اور عالم جو کچھ کہتا ہے وہ اس سے کم درجے کا ہوتا ہے.

arif jo kuch kehta hai dar haqeeqat woh is se buland hota hai aur aalam jo kuch kehta hai woh is se kam darjay ka hota hai

Abdul Karim bin Hawazin Quotes in Urdu

صدق کا ادنی ترین درجہ یہ ہے کہ انسان کا ظاہر اور باطن یکساں ہو۔ 

Sadaq ka adna tareen darja yeh hai ke insaan ka zahir aur batin yaksaa ho

تواجد  ابتدا ہے اور وجود انتھا اور وجدان ان دونوں کے درمیان کی کیفیت کا نام ہے۔ 

tawajud ibtida hai aur wujood intha aur wajdan un dono ke darmiyan ki kefiyat ka naam hai

Abdul Karim bin Hawazin Quotes in Urdu

Abdul Karim bin Hawazin Quotes in Urdu

محسن کے احسان کا ذکر کر کے اس کی تعریف کرنا شکر ہے۔ 

mohsin ke ahsaan ka zikar kar ke is ki tareef karna shukar hai

رضا کی ابتداء انسانی کوشش سے ہوتی ہے اور یہ ایک مقام ہے اور رضا کی انتہا احوال میں سے ہے جو کوشش سے حاصل نہیں ہو سکتی۔

Raza ki ibtida insani koshish se hoti hai aur yeh aik maqam hai aur Raza ki intahaa ahwaal mein se hai jo koshish se haasil nahi ho sakti

ارادت راہ طریقت کی ابتداء ہے اور یہ اللہ تعالی کی طرف جانے کا ارادہ کرنے والوں کی پہلی منزل کا نام ہے۔

Eradat raah tareqat ki ibtida hai aur yeh Allah taala ki taraf jane ka iradah karne walon ki pehli manzil ka naam hai

استقامت ایک ایسا درجہ ہے جس سے امور کی تکمیل ہوتی ہے۔

istiqamat aik aisa darja hai jis se umoor ki takmeel hoti hai

Hazrat Sufyan Sauri Quotes in Urdu | Islamic Urdu Quotes

Hazrat Nizamuddin Aulia Quotes in Urdu | Islamic Quotes

 Hazrat Suleman A.S Quotes In Urdu – Urdu Islamic Quotes.

Follow Us

4 thoughts on “Abdul Karim bin Hawazin Quotes in Urdu | Islamic Quotes

  1. I keep listening to the newscast speak about getting free online grant applications so I have been looking around for the finest site to get one. Could you tell me please, where could i find some?

  2. Thanks for sharing excellent informations. Your website is so cool. I’m impressed by the details that you¦ve on this web site. It reveals how nicely you understand this subject. Bookmarked this website page, will come back for extra articles. You, my friend, ROCK! I found just the info I already searched all over the place and just could not come across. What an ideal site.

  3. What i do not realize is if truth be told how you’re not actually a lot more well-favored than you might be right now. You’re very intelligent. You realize thus considerably in terms of this subject, produced me in my opinion believe it from so many various angles. Its like women and men don’t seem to be interested until it is one thing to accomplish with Girl gaga! Your personal stuffs great. Always care for it up!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *