Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah Quotes in Urdu

اقوال قائداعظم

Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah

Quotes in Urdu

 

دنیا میں دو قوتیں ہیں ایک تلوار اور دوسرا قلم

Duniya mein do quwaten hain aik talwar aur dosra qalam

 

علم تلوار سے بھی زیادہ طاقتور ہے اس لیے علم کو اپنے ملک میں بڑھائیں کوئی آپ کو شکست نہیں دے سکتا

ilm talwar se bhi ziyada taaqatwar hai is liye ilm ko apne malik mein barhayain koi aap ko shikast nahi day sakta

 

Quaid e Azam Quotes | قائداعظم کے اقوال

Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah Quotes in Urdu

 

دنیا میں ایسی کوئی طاقت نہیں جو پاکستان کا وجود ختم کر سکے

duniya mein aisi koi taaqat nahi jo Pakistan ka wujood khatam kar sakay

 

آپ تعلیم پر پورا دھیان دے اپنے آپ کو عمل کے لیے تیار کریں یہ آپ کا پہلا فریضہ ہے آپ کی تعلیم کا ایک حصہ یہ بھی آپ دور حاضر کی سیاست کا مطالعہ کرے یہ دیکھیں کے آپ کے گردنیاں میں کیا ہو رہا ہے۔ ہماری قوم کے لیے تعلیم زندگی اور موت کا مسئلہ ہے

Aap taleem par poora dheyaan day apne aap ko amal ke liye tayyar karen yeh aap ka pehla fareeza hai aap ki taleem ka aik hissa yeh bhi aap daur haazir ki siyasat ka mutalea kere yeh dekhen ke aap ke garduniya mein kya ho raha hai. hamari qoum ke liye taleem zindagi aur mout ka masla hai.

 

Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah Quotes in Urdu

 

امید اچھی رکھو لیکن تیاری برے حالات کے حساب سے کرو

umeed achi rakho lekin tayari buray halaat ke hisaab se karo.

اسلامی تعلیمات کے درخشندہ روایات و ادبیات اس امر پر شاہد ہیں کہ دنیا کی کوئی قوم جمہوریت میں ہمارا مقابلہ نہیں کر سکی جو اپنے مذہب میں بھی جمہوری نقطہ نظر رکھتے ہیں ہیں

Islami talemaat ke Derkhshandah riwayaat o adbiyat is amar par Shahid hain ke duniya ki koi qoum jamhoriat mein hamara muqaabla nahi kar saki jo apne mazhab mein bhi jamhoori nuqta nazar rakhtay hain hain.

 

آخر یہ کہنے کا کیا فائدہ ہے کہ ہم سندھی یا پٹھان یا پنجابی ہی نہیں ہم سب مسلمان ہیں اسلام نے ہمیں یہی سکھایا ہے

aakhir yeh kehnay ka kya faida hai ke hum sindhi ya pathan ya punjabi hi nahi hum sab musalman hain islam ne hamein yahi sikhaya hai

 

Quaid e Azam Quotes | قائداعظم کے اقوال

 

اگر ہم اس عظیم مملکت پاکستان کو خوش اور خوشحال بنانا چاہتے ہیں تو ہمیں اپنی پوری توجہ لوگوں بالخصوص غریب طبقے کی فلاح و بہبود پر مرکوز کرنی پڑے گی

agar hum is azeem mumlikat Pakistan ko khush aur khushaal banana chahtay hain to hamein apni poori tavajja logon bilkhushoos ghareeb tabqay ki Falah o behbood par markooz karni parre gi.

 

ان تباہ حال لوگوں (مہاجرین) جن کو دوبارہ ان کے پاؤں پر کھڑا کرنے کا واحد طریقہ یہ ہے کہ ملک میں جلدازجلد سنت و حرفت کو فروغ دیا جائے اس سے روزگار کے نئے وسیلے فراہم ہونگے قدرت نے ہمیں خام مال کی دولت سے مالا مال کر رکھا ہے اب یہ ہم پر مخصر ہے کہ ہم اپنے وطن عزیز اور اپنے عوام کے بہتر مفاد کے لیے قدرتی وسائل کو بہترین طریقے سے استعمال میں لائیں

Un tabah haal logon ( muhajreen ) jin ko dobarah un ke paon par khara karne ka wahid tareeqa yeh hai ke malik mein jldazjld sunnat o hirfat ko farogh diya jaye is se rozgaar ke naye waselay faraham hunge qudrat ne hamein khaam maal ki doulat se malaa maal kar rakha hai ab yeh hum par munhasar hai ke hum apne watan Aziz aur apne awam ke behtar mafaad ke liye qudrati wasail ko behtareen tareeqay se istemaal mein layein.

 

Quaid e Azam Quotes | قائداعظم کے اقوال

Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah Quotes in Urdu

 

نا خود اصول کے خلاف کام کرو اور نہ کسی کو اصول کے خلاف کام کرتے دیکھ کر خاموش رہو

Na khud usool ke khilaaf kaam karo aur nah kisi ko usool ke khilaaf kaam karte dekh kar khamosh raho.

 

گلاب کو خواہ کسی بھی نام سے پکارا جائے اس کی خوشبو میں سڑک نہیں آئے گا

Ghulaab ko khuwa kisi bhi naam se puraka jaye is ki khusbhoo mein sarrak nahi aaye ga.

 

 

کامیابی صرف جھکنے سے ہی نہیں ملتی کبھی کبھی آپ کو سر اٹھانا پڑتا ہے اپنے حق کے لیے

Kamyabi sirf jhuknay se hi nahi millti kabhi kabhi aap ko sir uthana parta hai apne haq ke liye.

 

ہندوستانی کوئی قوم نہیں اور نہ ہی کوئی ملک یہ قومیتوں کا برصغیر ہے

hindustani koi qoum nahi aur nah hi koi malik yeh qomiton ka bar e sagheer hai

 

متحدہ ہندوستان کا کوئی بھی خیال کبھی کام نہیں کرسکتا تھا اور میرے فیصلے میں یہ ہمیں خوفناک تباہی کی طرف لے جاتا۔

mutahidda hindostan ka koi bhi khayaal kabhi kaam nahi karsaktha tha aur mere faislay mein yeh hamein khofnaak tabahi ki taraf le jata .

 

Ertugrul Ghazi Quotes In Urdu | ارطغرل غازی کے اقوال

Allama Iqbal Quotes In Urdu | علامہ اقبال کے اقوال

Follow Us

3 thoughts on “Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah Quotes in Urdu

  1. hello!,I like your writing very so much! share we keep in touch more about your article on AOL? I require an expert on this area to unravel my problem. May be that’s you! Looking forward to look you.

  2. I haven’t checked in here for a while since I thought it was getting boring, but the last few posts are good quality so I guess I will add you back to my everyday bloglist. You deserve it my friend 🙂

  3. What is Leanbiome? LeanBiome is a dietary supplement that is formulated with nine critically-researched lean bacteria species.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *