ALLAH Ka Ahsaan Hai Hamara Pakistan Hai - (Lyrics) 14 August

ALLAH Ka Ahsaan Hai Hamara Pakistan Hai – (Lyrics) 14 August

ALLAH Ka Ahsaan Hai Hamara Pakistan Hai

Maon Ki Dua Puri Hui
Aur Humain Itni Piyari Duniya Mein,
Ghar Mil Gaya..

Maon Ki Dua Puri Hui
Aur Humain Itni Piyari Duniya Mein,
Ghar Mil Gaya..

ALLAH Ka Ahsaan Hai
Hamara Pakistan Hai

Hum Aaan,
Hum Shaan,
Hum Iski Jaan Hain,
Hum Pakistan Hain…

Har Ik Lamha Iski Khaatir Kaam Karna Hai
Duniya Mein Ab Roshan Iska Naam Karna Hai…

Har Ik Lamha Iski Khaatir Kaam Karna Hai
Duniya Mein Ab Roshan Iska Naam Karna Hai…

Hum Aaan,
Hum Shaan,
Hum Iski Jaan Hain,
Hum Pakistan Hain…

Waqt Paray To Is Ki Khaatir Har Dukh Seh Lenge
Jaan Labon Par Ajaaye To Phir Bhi Keh Denge

Waqt Paray To Is Ki Khaatir Har Dukh Seh Lenge
Jaan Labon Par Ajaaye To Phir Bhi Keh Denge

Hum Aaan,
Hum Shaan,
Hum Iski Jaan Hain,
Hum Pakistan Hain…

Khwaab Hai Iqbal Ka or Quaid Ki Umang,
Jeewan Sang Lagaye Rakhna Is Ki Har Lagan…

Khwaab Hai Iqbal Ka or Quaid Ki Umang,
Jeewan Sang Lagaye Rakhna Is Ki Har Lagan…

Hum Aaan,
Hum Shaan,
Hum Iski Jaan Hain,
Hum Pakistan Hain…

Maon Ki Dua Puri Hui
Aur Humain Itni Piyari Duniya Mein,
Ghar Mil Gaya..

ALLAH Ka Ahsaan Hai
Hamara Pakistan Hai

Hum Aaan,
Hum Shaan,
Hum Iski Jaan Hain,
Hum Pakistan Hain…

Hum Aaan,
Hum Shaan,
Hum Iski Jaan Hain,
Hum Pakistan Hain…

ماوں کی دعا پوری ہوئی اور ہمیں
اتنی پیاری دنیا میں گھر مل گیا
اللہ کا احسان ہے ، ہمارا پاکستان ہے
ہم آن ، ہم شان ، ہم اس کی جان ہیں ، ہم پاکستان ہیں
ہر اک لمحہ اس کی خاطر کام کرنا ہے
دنیا میں اب روشن اس کا نام کرنا ہے
ہم آن ، ہم شان ، ہم اس کی جان ہیں ، ہم پاکستان ہیں
وقت پڑے تو اس کی خاطر ہر دکھ سہہ لیں گے
جان لبوں پر آ جائے تو پھر بھی کہہ دیں گے
ہم آن ، ہم شان ، ہم اس کی جان ہیں ، ہم پاکستان ہیں
خواب ہے اقبال کا اور قائد کی امنگ
جیون سنگ لگائے رکھنا اس کی ہر لگن
ہم آن ، ہم شان ، ہم اس کی جان ہیں ، ہم پاکستان ہیں
ماوں کی دعا پوری ہوئی اور ہمیں
اتنی پیاری دنیا میں گھر مل گیا
اللہ کا احسان ہے ہمارا پاکستان ہے
ہم آن ، ہم شان ، ہم اس کی جان ہیں ، ہم پاکستان ہیں
ہم اس کی جان ہیں ، ہم پاکستان ہیں

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *