Naat Lyrics - Haal E Dil Kis Ko Sunain Aap ﷺ Ke Hota Huye

Naat Lyrics – Haal E Dil Kis Ko Sunain Aap ﷺ Ke Hota Huye

Haal E Dil Kis Ko Sunain Aap ﷺ Ke Hota Huye

Naat Lyrics In Urdu

 
Haal E Dil Kis Ko Sunain Aap ﷺ Ke Hote Huye
Kyun Kisi Ke Dar Pe Jain Aap ﷺ Ke Hote Huye
 
حالِ دل کس کو سنائیں آپ ﷺ کے ہوتے ہوئے
کیوں کسی کے در پہ جائیں آپ ﷺ کے ہوتے ہوئے
 
Mein Ghulam E Mustafa ﷺ Hun Ye Mery Pehchan Hai
Gham Kyun Mera Paas Aain Aap ﷺ Ke Hote Huye
 
میں غلام مصطفی ﷺ ہوں یہ مری پہچان ہے
غم مجھے کیوں کر ستائیں آپ ﷺ کے ہوتے ہوئے
 
Ye To Ho Skta Nahi Ye Baat Mumkin Hi Nahi
Mera Ghar Mein Gham Aajain Aap ﷺ Ke Hote Huye
 
یہ تو ہو سکتا نہیں ہے یہ بات ممکن ہی نہیں
میرے گھر میں غم آ جائیں آپ ﷺ کے ہوتے ہوئے
 
Keh Rha Hai Aap Ka Rub ‘Anta Feham’ Aapse
Mein Inhain Doon Kyun Sazain Aap ﷺ Ke Hote Huye
 
کہہ رہا ہے آپ کا رب “اَنتَ فِیھِم” آپ سے
میں انہیں دوں کیوں سزائیں آپ ﷺ کے ہوتے ہوئے
 
Apna Jena Apna Marna Ab Issi Chokhat Pe Hai
Ab Kahan Sarkar Jain Aap ﷺ Ke Hote Huye
 
اپنا جینا اپنا مرنا اب اسی چوکھٹ پہ ہے
ہم کہاں سرکار جائیں آپ ﷺ کے ہوتے ہوئے
 
Mein Ye Kaisa Maan Jaon Sham Ke Bazar Mein
Cheen Ley Koi Ridain Aap ﷺ Ke Hote Huye
 
میں یہ کیسے مان جاؤں شام کے بازار میں
چھین لے کوئی ردائیں آپ ﷺ کے ہوتے ہوئے
 
Kon Hai Altaf Apna Haal E Dil Jis Se Kahain
Zakhm E Dil Kis Ko Dikhain Aap ﷺ Ke Hote Huye
 
کون ہے الطاف اپنا حال دل کس سے کہیں
زخم دل کس کو دکھائیں آپ ﷺ کے ہوتے ہوئے
 
Haal E Dil Kis Ko Sunain Aap ﷺ Ke Hote Huye
Kyun Kisi Ke Dar Pe Jain Aap ﷺ Ke Hote Huye
 
حالِ دل کس کو سنائیں آپ کے ہوتے ہوئے
اور دَر پہ کس کے جائیں آپ کے ہوتے ہوئے
 

(اقبال عظیم)

 
Read More:
 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *