Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada [Naat Lyrics In Urdu]

Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada [Naat Lyrics In Urdu]

Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada

Naat Lyrics In Urdu

Is Karam Ka Karoon Shur Kaise Ada
Jo Karam Mujh Pe Mere Nabi Ne Kiya
Mai Saja Ta Tha Sarkar Ki Mehfilen
Mujh Ko Har Gam Se Rab Ne Bari Kar Diya

اس کرم کا کروں شُکر کیسے ادا
جو مجھ پر میرے نبی کر دیا
میں سجاتا تھا سرکار کی محفلیں
مجھ کو ہرغم سے رب نے بَری کر دیا

Zikr E Sarkar Ki Hai Badi Barkate
Mil Gayi Mujh Ko Sab Azmate Nehmate
Mai Gunah Gar Tha Beamal Tha Magar
Mustafa Ne Mujhe Jannati Kar Diya

ذکرِ سرکار کی ہیں بڑی برکتیں
مل گئیں راحتیں عظمتیں رفعتیں
میں گنہگارتھا بے عمل تھا مگر
مصطفٰی نے مجھے جتنی کر دیا

Lamha Lamha Hai Mujh Par Nabi Ki Aata
Dosto Aur Mangu Mai Maula Se Kya
Kya Yeh Kam Hai Ke Mere Khuda Ne Mujhe
Apne Mehboob Ka Ummati Kar Diya

لمحہ لمحہ ہے مجھ پر نبی کی عطا
دوستواور مانگوں میں میں مولا سے کیا
کیا یہ کم ہے میرے خد ا نے مجھے
اپنے محبوب کا امتی کر دیا

Jo Dar E Mustafa Ke Ghada Ho Gaye
Dekhte Dekhte Kya Se Kya Ho Gaye
Aisi Chasme Karam Ki Hai Sarkar Ne
Mujh Gada Ko Sakhi Ne Sakhi Kar Diya

جو در مصطفی کے گدا ہو گئے
دیکھتے دیکھتے کیا سے کیا ہو گئے
ایسی چشم کرم کی ہے سرکار نے
دونوں عالم میں ان کو غنی کردیا

Koi Muyus Lauta Na Darbar Se
Joh Bhi Manga Mila Mere Sarkar Se
Sadqe Jau Niyazi Mai Lajpal Ke
Dono Aalam Me Mujh Ko Sakhi Kar Diya

کوئی مایوس لوٹا نہ دربار سے
جو بھی مانگا ملا میری سرکار سے
صدقے جاوں نیازی میں لج پال کے
ہر گدا کو سخی نے سخی کر دیا
 
 
شاعر : عبدالستار نیازی
 
 

 

Is Karam Ka karoon Shukar Kaise Ada | Mahmood Ul Hasan Ashrafi

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *