Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti – [Naat Lyrics in Urdu]

Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti – [Naat Lyrics in Urdu]

Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti – Naat Lyrics

Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti, Mere Aqa ﷺ Ne Izzat Bachali
Farde Isiyan Meri Mujh Se Le Kar, Kali Kamli Mein Apni Chupali

ﮐﯿﺎ ﺧﺒﺮ ﮐﯿﺎ ﺳﺰﺍ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﻣﻠﺘﯽ ، ﻣﯿﺮﮮ ﺁﻗﺎ ‏ ﻧﮯﻋﺰﺕ ﺑﭽﺎﻟﯽ
ﻓﺮﺩِ ﻋﺼﯿﺎﮞ ﻣﺮﯼ ﻣﺠﮫ ﺳﮯ ﻟﮯﮐﺮ، ﮐﺎﻟﯽ ﮐﻤﻠﯽ ﻣﯿﮟ ﺍﭘﻨﯽ ﭼﮭﭙﺎﻟﯽ
 
Woh Aata Par Ata Karne Wale, Aur Ham Bhi Nahin Talne Wale
Jaisi Deodi He Waise Bhikari, Jaisa Data Hein Waise Sawali
 
وہ عطا پر عطا کرنے والے اور ہم بھی نہیں ٹلنے والے
جیسی ڈیوڑھی ہے ویسے بھکاری جیسا داتا ہے ویسے سوالی

Mein Ghada Hoon Magar Kis Ke Dar Ka, Woh Jo Sultan-E-Kono Makan Hein
Yeh Ghulami Bari Mustanad He, Mere Sar Par He Taj-E-Bilali

ﻣﯿﮟ ﮔﺪﺍ ﮨﻮﮞ ﻣﮕﺮ ﮐﺲ ﮐﮯﺩﺭ ﮐﺎ؟ ﻭﮦ ﺟﻮ ﺳﻠﻄﺎﻥ ﮐﻮﻥ ﻭ ﻣﮑﺎﮞ ﮨﯿﮟ
ﯾﮧ ﻏﻼﻣﯽ ﺑﮍﯼ ﻣﺴﺘﻨﺪ ﮨﯽ، ﻣﯿﺮﮮ ﺳﺮ ﭘﺮ ﮨﮯ ﺗﺎﺝ ﺑﻼﻟﯽ
 
Mein Madine Se Kya Agaya Hun, Zindagi Jaise Bujh Si Gayi Hai
Ghar Ke Andar Faza Soni Soni, Ghar Key Bahar Sama Khali Khali
 
میں مدینے سے کیا آگیا ہوں زندگی جیسے بُجھ سی گئی ہے
گھر کے اندر فضا سونی سونی گھر کے باہر سماں خالی خالی

Meri Umr-E-Rawan Bas Thehar Jaa, Ab Safar Ki Zuroorat Nahin Hai
Unke Qadmon Mein Meri Jabeen Hai, Aur Haathon Mein Roze Ki Jali

ﻣﯿﺮﯼ ﻋﻤﺮ ﺭﻭﺍﮞ ﺑﺲ ﭨﮭﮩﺮ ﺟﺎ، ﺍﺏ ﺳﻔﺮ ﮐﯽ ﺿﺮﻭﺭﺕ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﮯ
ﺍﻥ ‏ﮐﮯﻗﺪﻣﻮﮞ ﭘﮧ ﻣﯿﺮﯼ ﺟﺒﯿﮟ ﮨﮯ ﺍﻭﺭ ﮨﺎﺗﮭﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺭﻭﺿﮯﮐﯽ ﺟﺎﻟﯽ
 
Mein Faqat Naam Lewa Hun Unka, Unki Tawseef Mein Kya Karoonga
Mein Na Iqbal, Khusro Na Saadi, Mein Na Qudsi Na Jami Na Hali
 
میں فقط نام لیوا ہوں اُن کا اُن کی توصیف میں کیا کروں گا
میں نہ اقبال، خسرو نہ سعدی میں نہ قدسی نہ جامی نہ حالی
 
شاعر: اقبال عظیم
 
 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *