Hazrat Abu Ali Al-Daqqaq Quotes in Urdu | Islamic Quotes

Hazrat Abu Ali Al-Daqqaq Quotes in Urdu | Islamic Quotes

Hazrat Abu Ali Al-Daqqaq Quotes in Urdu

اقوال حضرت ابوعلی دقاق رحمتہ اللہ علیہ

ہر دن جو گزرتا ہے مجھ سے کچھ حصہ لیتا ہے اور میرے دل میں حسرت پیداکر کے چلا جاتا ہے۔

har din jo guzarta hai mujh se kuch hissa laita hai aur mere dil mein hasrat pidakr ke chala jata hai

Hazrat Abu Ali Al-Daqqaq Quotes in Urdu

حرکت میں برکت ہوتی ہے۔ اس لئے ظاہری حرکتیں باطنی برکت کا سبب بنتی ہیں۔

harkat mein barket hoti hai. is liye zahiri harkatein baatini barket ka sabab banti hain 

ارادت دل میں ایک قسم کی جلن ہے۔ دل میں دغدغہ ہے۔ ضمیر میں عشق باطن میں بے چینی اور دل میں بھڑکتی ہوئی آگ ہے۔علم الیقین والوں کے لئے عبادت ہے۔ عبودیت عین الیقین والوں کے لئے اور عبودت حق الیقین والوں کے لئے۔

Eradat dil mein aik qisam ki jalan hai. dil mein dagdagah hai. zameer mein ishhq batin mein be cheeni aur dil mein bharakti hui aag hai. ilm al-yaqeen walon ke liye ibadat hai. abodit ain al-yaqeen walon ke liye aur abodat haq al-yaqeen walon ke liye

اپنے اخلاص پر نظر رکھنا مخلص کے لئے نقصان دہ ہے۔

apne ikhlaas par nazar rakhna mukhlis ke liye nuqsaan da hai

اخلاص لوگوں کی نگاہوں سے بچنے کا نام ہے۔

ikhlaas logon ki nigahon se bachney ka naam hai

Hazrat Abu Ali Al-Daqqaq Quotes in Urdu | Islamic Quotes

Hazrat Abu Ali Al-Daqqaq Quotes in Urdu

جب گنہگار روتا ہے تو یوں سمجھو کہ اس نے اللہ تعالی کو اپنا پیغام پہنچا دیا۔

jab gunehgaar rota hai to yun samjhoo ke is ne Allah taala ko apna pegham pouncha diya 

جب کسی بندے پر احکام خداوندی کی تقدیر جاری ہو رہی ہو اس وقت اگر وہ توحید پر ثابت قدم رہے تو یہ اس کی علامت ہے کہ تائید ایزدی اس بندے کو حاصل ہے۔

jab kisi bande par ehkaam khuda wandi ki taqdeer jari ho rahi ho is waqt agar woh toheed par saabit qadam rahay to yeh is ki alamat hai ke taied ayzdi is bande ko haasil hai

Hazrat Essa AS Quotes in Urdu – Prophet Essa AS Quotes

Hazrat Suleman A.S Quotes In Urdu – Urdu Islamic Quotes

Follow Us

7 thoughts on “Hazrat Abu Ali Al-Daqqaq Quotes in Urdu | Islamic Quotes

  1. you are really a just right webmaster. The web site loading speed is amazing. It kind of feels that you’re doing any distinctive trick. Moreover, The contents are masterwork. you’ve performed a fantastic process on this matter!

  2. Java Burn: What is it? Java Burn is marketed as a natural weight loss product that can increase the speed and efficiency of a person’s natural metabolism, thereby supporting their weight loss efforts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *