Ye Nukta Main Ne Sikha Bu-Al-Hassan Se
Allama Iqbal Poetry | Bal-E-Jibril | Rubaiyat
يہ نکتہ ميں نے سيکھا بوالحسن سے
کہ جاں مرتی نہيں مرگ بدن سے
Ye Nukta Main Ne Sikha Bu-Al-Hassan Se
Ke Jaan Marti Nahin Marg-e-Badan Se
چمک سورج ميں کيا باقی رہے گی
اگر بيزار ہو اپنی کرن سے
Chamak Sooraj Mein Kya Baqi Rahe Gi
Agar Bezar Ho Apni Kiran Se!
11 thoughts on “Ye Nukta Main Ne Sikha Bu-Al-Hassan Se | Allama Iqbal Poetry”