Ahle Misar Se
اہل مصر سے
خود ابوالہول نے یہ نکتہ سکھایا مجھ کو
وہ ابوالہول کہ ہے صاحب اسرار قدیم
Khud Abu-Ul-Hol Ne Ye Nukta Sikhaya Nujh Ko
Woh Abu-Ul-Hol Ke Hai Sahib-e-Asrar-e-Qadeem
None other than the Sphinx, the Dread One, lord
Of the secrets of old times, taught me this:
دفعتہً جس سے بدل جاتی ہے تقدیر امم
ہے وہ قوت کہ حریف اس کی نہیں عقل حکیم
Dafatan Jis Se Badal Jati Hai Taqdeer-e-Ummam
Hai Woh Quwwat Ke Hareef Iss Ki Nahin Aqal-e-Hakeem
The strength that in one hour can swerve the fates of nations
Admits no puzzling intellect for a rival,
ہر زمانے میں دگر گوں ہے طبیعت اس کی
!کبھی شمشیر محمد ہے ، کبھی چوب کلیم
Har Zamane Mein Digargoon Hai Tabiat Iss Ki
Kabhi Shamsheer-e-Muhammad (S.A.W.) Hai, Kabhi Chob-e-Kaleem (A.S.)!
Though many in each age are its manifestations
Now Moses’ rod, and now Muhammad (PBUH)’s sword.
(Ahle Misar Se)
Ghulamon Ke Liye – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | غلاموں کے لیے
Khawajgi – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | خواجگی
Siasat-e-Afrang – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | سیاست افرنگ