Ghulamon Ke Liye - Zarb-e-Kaleem Allama Iqbal Poetry

Ghulamon Ke Liye – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | غلاموں کے لیے

Ghulamon Ke Liye

غلاموں کے لیے

 

حکمت مشرق و مغرب نے سکھایا ہے مجھے
ایک نکتہ کہ غلاموں کے لیے ہے اکسیر

Hikmat-E-Mashriq-O-Maghrib Ne Sikhaya Hai Mujhe
Aik Nukta Ke Ghulamon Ke Liye Hai Ikseer

The wisdom of the East and West
Has taught me something that will prove elixir to slaves:

 

دین ہو ، فلسفہ ہو ، فقر ہو ، سلطانی ہو
ہوتے ہیں پختہ عقائد کی بنا پر تعمیر

Deen Ho, Falsafa Ho, Faqr Ho, Sultani Ho
Hote Hain Pukhta Aqaid Ki Bina Par Tameer

Whether it is religion or philosophy, poverty or kingship
All take firm beliefs as their base.

 

حرف اس قوم کا بے سوز ، عمل زار و زبوں
!ہو گیا پختہ عقائد سے تہی جس کا ضمیر

Harf Uss Qoum Ka Be-Souz, Amal Zaar-o-Zuboon
Ho Gya Pukhta Aqaid Se Tehi Jis Ka Zameer!

The words that a nation speaks are dead and its actions are futile
If its heart is bereft of firm beliefs.

(Ghulamon Ke Liye)

 

 

Khawajgi – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | خواجگی

Siasat-e-Afrang – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | سیاست افرنگ

Mashriq – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | مشرق