Aaj Aur Kal - Zarb-e-Kaleem Allama Iqbal Poetry

Aaj Aur Kal – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | آج اور کل

Aaj Aur Kal

آج اور کل

 

وہ کل کے غم و عیش پہ کچھ حق نہیں رکھتا
جو آج خود افروز و جگر سوز نہیں ہے

Woh Kal Ke Gham-o-Ayesh Pe Kuch Haq Nahin Rakhta
Jo Aaj Khud Afroz-o-Jigar Souz Nahin Hai

No claim to the future, its joy or sorrow,
Has he in whose soul no hot passion burns now;

 

وہ قوم نہیں لائق ہنگامہ فردا
جس قوم کی تقدیر میں امروز نہیں ہے

Woh Qoum Nahin Laeek-e-Hangama-e-Farda
Jis Qoum Ki Taqdeer Mein Amroz Nahin Hai!

Unworthy the tumult and strife of tomorrow
That nation to whole will to‐day does not bow.

(Aaj Aur Kal)

 

 

Bolshevik Roos – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | بلشویک روس

Nafsiyat-e-Ghulami – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | نفسیات غلامی

Yorap Aur Yahood – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry |  یورپ اور یہود