Tan Ba Taqdeer
تن بہ تقدیر
اسی قرآں میں ہے اب ترک جہاں کی تعلیم
جس نے مومن کو بنایا مہ و پرویں کا امیر
Issi Quran Mein Hai Ab Tark-e-Jahan Ki Taleem
Jis Ne Momin Ko Banaya Meh-o-Parveen Ka Ameer
The Quranic teaching that did bring the Moon and Pleiades within human
Is now explained in manner strange, ’Twixt man and world to cause a breach.
‘تن بہ تقدیر’ ہے آج ان کے عمل کا انداز
تھی نہاں جن کے ارادوں میں خدا کی تقدیر
‘Tan Ba Taqdeer’ Hai Aaj Un Ke Amal Ka Andaz
Thi Nihan Jin Ke Iradon Mein Khuda Ki Taqdeer
Their mode of work has changed entire, Before the freaks of Fate they bow:
They had a say in what God decreed, But Muslims have now fallen low.
تھا جو ‘ناخوب، بتدریج وہی ‘ خوب’ ہوا
کہ غلامی میں بدل جاتا ہے قوموں کا ضمیر
Tha Jo ‘Na-Khoob’ Batadreej Wohi ‘Khoob’ Huwa
Ke Ghulami Mein Badal Jata Hai Qoumon Ka Zameer
What was so evil has by steps put on the shape of good and fine:
In state of bondage, as is known, the shift of conscience is quite sure.
(Tan Ba Taqdeer)
La Ilaha Illallah – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | لا الہ الا اللہ
14 thoughts on “Tan Ba Taqdeer – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | تن بہ تقدیر”