اسيری
Aseeri
ہے اسيری اعتبار افزا جو ہو فطرت بلند
قطرۂ نيساں ہے زندان صدف سے ارجمند
Hai Aseeri Atebar Afza Jo Ho Fitrat Buland
Qatra-e-Neesan Hai Zindan-e-Sadaf Se Arjumand
مشک اذفر چيز کيا ہے ، اک لہو کی بوند ہے
مشک بن جاتی ہے ہو کر نافہ آہو ميں بند
Mushk-e-Azfar Cheez Kya Hai, Ek Lahoo Ki Boondhai
Mushk Ban Jati Hai Ho Kar Nafa-e-Ahu Mein Band
ہر کسی کی تربيت کرتی نہيں قدرت، مگر
کم ہيں وہ طائر کہ ہيں دام وقفس سے بہرہ مند
Har Kisi Ki Tarbiat Karti Nahin Qudrat, Magar
Kam Hain Woh Taeer Ke Hain Daam-o-Qafas Se Behramand
شہپر زاغ و زغن در بند قيد و صيد نيست
ايں سعادت قسمت شہباز و شاہيں کردہ اند
Sehpar-e-Zaagh-o-Zaghan Dar Band-e-Qaid-o-Said Needs
Aen Saadat Qismat-e-Shahbaz-o-Shaheen Kardah And
Main Aur Tu- Bang-e-Dara | Allama Iqbal Poetry | ميں اورتو
10 thoughts on “Aseeri- Bang-e-Dara | Allama Iqbal Poetry | اسيری”