Kya Ishq Aik Zindagi-e-Mastaar Ka - Allama Iqbal Poetry

Kya Ishq Aik Zindagi-e-Mastaar Ka – Allama Iqbal Poetry

Kya Ishq Aik Zindagi-e-Mastaar Ka

Allama Iqbal Poetry – Bal-e-Jibril

Kya Ishq Aik Zindagi-e-Mastaar Ka
Kya Ishq Paidar Se Na-Paidar Ka

کيا عشق ايک زندگئ مستعار کا
کيا عشق پائدار سے ناپائدار کا

Woh Ishq Jis Ki Shama Bujha De Ajal Ki Phoonk
Uss Mein Maza Nahin Tapish-o-Intizaar Ka

وہ عشق جس کی شمع بجھا دے اجل کی پھونک
اس ميں مزا نہيں تپش و انتظار کا

Meri Bisaat Kya Hai, Tab-o-Taab-e-Yak Nafas
Shole Se Bemehal Hai Ulajhna Sharaar Ka

ميری بساط کيا ہے ، تب و تاب يک نفس
شعلے سے بے محل ہے الجھنا شرار کا

Kar Pehle Mujh Ko Zindagi Javidan Atta
Phir Zauq-o-Shauq Dekh Dil-e-Beqarar Ka

کر پہلے مجھ کو زندگی جاوداں عطا
پھر ذوق و شوق ديکھ دل بے قرار کا

Kanta Woh De Ke Jis Ki Khatak La-zawal Ho
Ya Rab! Woh Dard Jis Ki Kasak La-zawal Ho

کانٹا وہ دے کہ جس کی کھٹک لازوال ہو
يارب ، وہ درد جس کی کسک لازوال ہو

Asar Kare Na Kare, Sun To Le Meri Faryad – Allama Iqbal Poetry

Gaisuay Tabdar Ko Aur Bhi Tabdar Kar – Allama Iqbal Poetry

Tere Shishe Mein May Baqi Nahin Hai – Allama Iqbal Poetry

8 thoughts on “Kya Ishq Aik Zindagi-e-Mastaar Ka – Allama Iqbal Poetry

  1. Pingback: indovip gacor
  2. Pingback: buy 1p-lsd online
  3. Pingback: tải game sunwin
  4. Pingback: 인터넷카지노
  5. Pingback: torzon
  6. Pingback: pgslot

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *