شام کی سرحد سے رخصت ہے وہ رند لم يزل
Sham Ki Sarhad Se Rukhsat Hai Vo Rind-e-Lam Yazil
شام کي سرحد سے رخصت ہے وہ رند لم يزل
رکھ کے ميخانے کے سارے قاعدے بالائے طاق
Sham Ki Sarhad Se Rukhsat Hai Woh Rind-e-Lam-Yazil
Rakh Ke Maikhane Ke Sare Qaeede Balaye Taaq
يہ اگر سچ ہے تو ہے کس درجہ عبرت کا مقام
رنگ اک پل ميں بدل جاتا ہے يہ نيلي رواق
Ye Agar Sach Hai To Hai Kis Darja Ibrat Ka Maqam
Rang Ek Pal Mein Badal Jata Hai Ye Neeli Riwaaq
حضرت کرزن کو اب فکر مداوا ہے ضرور
حکم برداري کے معدے ميں ہے درد لايطاق
Hazrat-e-Karzon Ko Ab Fikr-e-Madawa Hai Zaroor
Hukm Baradari Ke Maide Mein Hai Dard-e-La Yutaaq
وفد ہندستاں سے کرتے ہيں سرآغا خاں طلب
کيا يہ چورن ہے پےء ہضم فلسطين و عراق
Wafad Hindustan Se Karte Hain Sir Agha Khan Talab
Kya Ye Chooran Hai Pe-e-Hazm-e-Falasteen-o-Iraq
Jaan Jaye Hath Se Jaye Na Satt – Bang-e-Dara | Allama Iqbal Poetry | جان جائے ہاتھ سے جائے نہ ست
12 thoughts on “Sham Ki Sarhad Se Rukhsat Hai Vo Rind-e-Lam Yazil – Bang-e-Dara | Allama Iqbal Poetry | شام کی سرحد سے رخصت ہے وہ رند لم يزل”