Tere Seene Mein Dam Hai, Dil Nahin Hai
Allama Iqbal Poetry | Bal-E-Jibril | Rubaiyat
ترے سينے ميں دم ہے ، دل نہيں ہے
ترا دم گرمی محفل نہيں ہے
Tere Seene Mein Dam Hai, Dil Nahin Hai
Tera Dam Garmi-e-Mehfil Nahin Hai
گزر جا عقل سے آگے کہ يہ نور
چراغ راہ ہے ، منزل نہيں ہے
Guzar Ja Aqal Se Aagay Ke Ye Nor
Charagh-e-Rah Hai, Manzil Nahin Hai
10 thoughts on “Tere Seene Mein Dam Hai, Dil Nahin Hai | Allama Iqbal Poetry”