تعليم مغربی ہے بہت جرات آفريں
Taleem-e-Maghrabi Hai Bohat Juraat Afreen
تعليم مغربي ہے بہت جرات آفريں
پہلا سبق ہے، بيٹھ کے کالج ميں مار ڈينگ
Taleem-e-Maghrabi Hai Bohat Juraat Afreen
Pehla Sabaq Hai, Baith Ke College Mein Maar Deeng
بستے ہيں ہند ميں جو خريدار ہي فقط
آغا بھي لے کے آتے ہيں اپنے وطن سے ہينگ
Baste Hain Hind Mein Jo Khareedar Hi Faqat
Agha Bhi Le Ate Hain Apne Watan Se Heeng
ميرا يہ حال، لوٹ کي ٹو چاٹتا ہوں ميں
ان کا يہ حکم، ديکھ! مرے فرش پر نہ رينگ
Mera Ye Haal, Boot Ki Tou Chatta Hun Main
Un Ka Ye Hukam, Dekh! Mere Farash Par Na Reeng
کہنے لگے کہ اونٹ ہے بھدا سا جانور
اچھي ہے گائے، رکھتي ہے کيا نوک دار سينگ
Kehne Lage Ke Unth Hai Bhadda Sa Janwar
Achi Hai Gaye, Rakhti Hai Ka Naukdar Seeng
11 thoughts on “Taleem-e-Maghrabi Hai Bohat Juraat Afreen- Bang-e-Dara | Allama Iqbal Poetry | تعليم مغربی ہے بہت جرات آفريں”