Taleem-e-Maghrabi Hai Bohat Juraat Afreen- Bang-e-Dara | Allama Iqbal Poetry | تعليم مغربی ہے بہت جرات آفريں

تعليم مغربی ہے بہت جرات آفريں

Taleem-e-Maghrabi Hai Bohat Juraat Afreen

 

 

تعليم مغربي ہے بہت جرات آفريں
پہلا سبق ہے، بيٹھ کے کالج ميں مار ڈينگ

Taleem-e-Maghrabi Hai Bohat Juraat Afreen
Pehla Sabaq Hai, Baith Ke College Mein Maar Deeng

 

بستے ہيں ہند ميں جو خريدار ہي فقط
آغا بھي لے کے آتے ہيں اپنے وطن سے ہينگ

Baste Hain Hind Mein Jo Khareedar Hi Faqat
Agha Bhi Le Ate Hain Apne Watan Se Heeng

 

ميرا يہ حال، لوٹ کي ٹو چاٹتا ہوں ميں
ان کا يہ حکم، ديکھ! مرے فرش پر نہ رينگ

Mera Ye Haal, Boot Ki Tou Chatta Hun Main
Un Ka Ye Hukam, Dekh! Mere Farash Par Na Reeng

 

کہنے لگے کہ اونٹ ہے بھدا سا جانور
اچھي ہے گائے، رکھتي ہے کيا نوک دار سينگ

Kehne Lage Ke Unth Hai Bhadda Sa Janwar
Achi Hai Gaye, Rakhti Hai Ka Naukdar Seeng

 

 

 

 

Ye Koi Din Ki Baat Hai Ae Mard-e-Hosh Mand- Bang-e-Dara | Allama Iqbal Poetry |  يہ کوئی دن کی بات ہے اے مرد ہوش مند

One thought on “Taleem-e-Maghrabi Hai Bohat Juraat Afreen- Bang-e-Dara | Allama Iqbal Poetry | تعليم مغربی ہے بہت جرات آفريں

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *