Falsafa
فلسفہ
افکار جوانوں کے خفی ہوں کہ جلی ہوں
پوشیدہ نہیں مرد قلندر کی نظر سے
Afkar Jawanon Ke Khafi Hon Ke Jali Hon
Poshida Nahin Mard-e-Qalandar Ki Nazar Se
The thoughts of young both masked and plain
From Qalandarʹs eyes canʹt hid remain.
معلوم ہیں مجھ کو ترے احوال کہ میں بھی
مدت ہوئی گزرا تھا اسی راہ گزر سے
Maloom Hain Mujh Ko Tere Ahwal Ke Main Bhi
Muddat Huwi Guzra Tha Iss Rah Se
I know your states for I too crost,
These tracts in times which now are past.
الفاظ کے پیچوں میں الجھتے نہیں دانا
!غواص کو مطلب ہے صدف سے کہ گہر سے
Alfaz Ke Pechon Mein Ulajhte Nahin Dana
Ghawwas Ko Matlab Hai Sadaf Se Ke Guhar Se!
The wise ʹbout words do not quarrel,
He heeds not shell who seeks the pearl.
پیدا ہے فقط حلقۂ ارباب جنوں میں
وہ عقل کہ پا جاتی ہے شعلے کو شرر سے
Paida Hai Faqat Halq-e-Arbab-e-Junoon Mein
Woh Aqal Ke Pa Jati Hai Shaole ko Sharar Se
Men crazed with love of God possess,
Wit that from spark the flame can guess.
جس معنی پیچیدہ کی تصدیق کرے دل
قیمت میں بہت بڑھ کے ہے تابندہ گہر سے
Jis Maani-e-Pecheeda Ki Tasdeeq Kare Dil
Qeemat Mein Bohat Barh Ke Hai Tabinda Guhar Se
An import complex confirmed by heart,
Is precious more than gems in mart.
یا مردہ ہے یا نزع کی حالت میں گرفتار
جو فلسفہ لکھا نہ گیا خون جگر سے
Ya Mudra Hai Ya Nazaa Ki Halat Mein Giraftar
Jo Falsafa Likha Na Gya Khoon-e-Jigar Se
As good as dead is science and art,
Which took not birth from bleeding heart!
(Falsafa)
Qalander Ki Pehchan – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | قلندر کی پہچان
Qabar – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | قبر
Masti-e-Kirdar – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | مستی کردار
10 thoughts on “Falsafa – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | فلسفہ”