Dam-e-Arif Naseem-e-Subahdam Hai - Allama Iqbal Poetry

Dam-e-Arif Naseem-e-Subahdam Hai – Allama Iqbal Poetry

Dam-e-Arif Naseem-e-Subahdam Hai 

Allama Iqbal Poetry | Bal-E-Jibril | Rubaiyat

دم عارف نسيم صبح دم ہے
اسی سے ريشہ معنی ميں نم ہے

Dam-e-Arif Naseem-e-Subahdam Hai
Issi Se Resha-e-Ma’ani Mein Nam Hai

اگر کوئی شعيب آئے ميسر
شبانی سے کليمی دو قدم ہے

Agar Koi Shoaib Aye Mayassar
Shabani Se Kaleemi Do Kadam Hai

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *