Garam-e-Gaghan Hai Jaras, Uth Ke Gya Qafla | Iqbal Poetry

Garam-e-Gaghan Hai Jaras, Uth Ke Gya Qafla | Iqbal Poetry

Garam-e-Gaghan Hai Jaras, Uth Ke Gya Qafla

Allama Iqbal Poetry

Garam-e-Gaghan Hai Jaras, Uth Ke Gya Qafla
Waye Woh Rehru Ke Hai Muntazir-e-Rahla!

گرم فغاں ہے جرس ، اٹھ کہ گيا قافلہ
!وائے وہ رہرو کہ ہے منتظر راحلہ 

Teri Tabiyat Hai Aur, Tera Zamana Hai Aur
Tere Muwafiq Nahin Khanqahi Silsala

تيری طبيعت ہے اور ، تيرا زمانہ ہے اور
تيرے موافق نہيں خانقہی سلسلہ

Dil Ho Ghulam-e-Khirad Ya Ke Imam-e-Khirad
Salik-e-Rah, Hoshiyar ! Sakht Hai Ye Marhala

دل ہو غلام خرد يا کہ امام خرد
سالک رہ ، ہوشيار! سخت ہے يہ مرحلہ

Uss Ki Khudi Hai Abhi Sham-o-Sehar Mein Aseer
Gardish-e-Doran Ka Hai Jis Ki Zuban Par Gila

اس کی خودی ہے ابھی شام و سحر ميں اسير
گردش دوراں کا ہے جس کی زباں پر گلہ

Tere Nafs Se Huwi Atish-e-Gul Taiz Tar
Murg-e-Chaman! Hai Yehi Teri Nawa Ka Sila

تيرے نفس سے ہوئی آتش گل تيز تر
مرغ چمن! ہے يہی تيری نوا کا صلہ

 

One thought on “Garam-e-Gaghan Hai Jaras, Uth Ke Gya Qafla | Iqbal Poetry

  1. Pingback: Cartel carts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *