Aurat Aur Taleem
عورت اور تعلیم
تہذیب فرنگی ہے اگر مرگ امومت
ہے حضرت انساں کے لیے اس کا ثمر موت
Tehzeeb-e-Farangi Hai Agar Marg-e-Umoomat
Hai Hazrat-e-Insan Ke Liye Iss Ka Samar Mout
If Frankish culture blights the motherly urge,
For human race it means a funeral dirge.
جس علم کی تاثیر سے زن ہوتی ہے نا زن
کہتے ہیں اسی علم کو ارباب نظر موت
Jis Ilm Ki Taseer Se Zan Hoti Hai Na-Zan
Kehte Hain Ussi Ilm Ko Arbab-e-Nazar Mout
The lore that makes a woman lose her rank
Is naught but death in eyes of wise and frank.
بیگانہ رہے دیں سے اگر مدرسۂ زن
ہے عشق و محبت کے لیے علم و ہنر موت
Begana Rahe Deen Se Agar Madrasa-e-Zan
Hai Ishq-o-Mohabbat Ke Liye Ilm-o-Hunar Mout
If schools for girls no lore impart on creed,
Then lore and crafts for Love are death indeed.
(Aurat Aur Taleem)
Aurat Ki Hifazat – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | عورت کی حفاظت
Azadi-e-Niswan – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | آزادی نسواں