Aurat Ki Hifazat - Zarb-e-Kaleem Allama Iqbal Poetry

Aurat Ki Hifazat – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | عورت کی حفاظت

Aurat Ki Hifazat

عورت کی حفاظت

 

اک زندہ حقیقت مرے سینے میں ہے مستور
کیا سمجھے گا وہ جس کی رگوں میں ہے لہو سرد

Ek Zinda Haqiqat Mere Seene Mein Hai Mastoor
Kya Samjhe Ga Woh Jis Ki Ragon Mein Hai Lahoo Sard

A fact alive is in my breast concealed,
He can behold whose blood is not congealed.

 

نے پردہ ، نہ تعلیم ، نئی ہو کہ پرانی
نسوانیت زن کا نگہباں ہے فقط مرد

Ne Parda, Na Taleem, Nayi Ho Ke Purani
Niswaniyat-e-Zan Ka Nigheban Hai Faqt Mard

To wear a veil and learn new lore or old,
Canʹt guard fair sex except a person bold.

 

جس قوم نے اس زندہ حقیقت کو نہ پایا
اس قوم کا خورشید بہت جلد ہوا زرد

Jis Qoum Ne Iss Zinda Haqiqat Ko Na Paya
Uss Qoum Ka Khursheed Bohat Jald Huwa Zard

A nation which canʹt see this truth divine,
Pale grows its son and soon begins decline.

(Aurat Ki Hifazat)

 

 

Azadi-e-Niswan – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | آزادی نسواں

Aurat – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | عورت

Khalwat – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | خلوت