شب معراج
Shab-e-Meeraj
اختر شام کی آتی ہے فلک سے آواز
سجدہ کرتی ہے سحر جس کو، وہ ہے آج کی رات
Akhtar-e-Shaam Ki Ati Hai Falak Se Awaz
Sajda Karti Hai Sahar Jis Ko, Woh Hai Aaj Ki Raat
رہ يک گام ہے ہمت کے ليے عرش بريں
کہہ رہی ہے يہ مسلمان سے معراج کی رات
Reh-e-Yak Gaam Hai Himmat Ke Liye Arsh-e-Bareen
Keh Rahi Hai Ye Musalman Se Meeraj Ki Raat
Mazhab- Bang-e-Dara | Allama Iqbal Poetry | مذہب
Jang-e-Yarmook Ka Aik Waqia- Bang-e-Dara | Allama Iqbal Poetry | جنگ يرموک کاايک واقعہ
4 thoughts on “Shab-e-Meeraj- Bang-e-Dara | Allama Iqbal Poetry | شب معراج”