Duniya
دنیا
مجھ کو بھی نظر آتی ہے یہ بوقلمونی
وہ چاند، یہ تارا ہے، وہ پتھر، یہ نگیں ہے
Mujh Ko Bhi Nazar Ati Hai Ye Bu-Qalmooni
Woh Chand, Ye Tara Hai, Woh Pathar, Ye Nageen Hai
The diverse hues of world I can descry,
Here stone and gem, there moon and starry sky.
دیتی ہے مری چشم بصیرت بھی یہ فتوی
وہ کوہ ، یہ دریا ہے ، وہ گردوں ، یہ زمیں ہے
Deti Hai Meri Chashm-e-Beseerat Bhi Ye Fatwa
Woh Koh, Ye Darya Hai, Woh Gardoon, Ye Zameen Hai
My insight also gives this verdict clear,
These are hills, river, earth and sphere.
حق بات کو لیکن میں چھپا کر نہیں رکھتا
!تو ہے، تجھے جو کچھ نظر آتا ہے، نہیں ہے
Haq Baat Ko Lekin Main Chupa Kar Nahin Rakhta
Tu Hai, Tujhe Jo Kuch Nazar Ata Hai, Nahin Hai!
Of facts so true, I strive to hide not aught:
You are, all else a trick that eyes have wrought!
(Duniya)
Ghazal – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | غزل
Hindi Islam – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | ہندی اسلام
pharmacies in mexico that ship to usa: cmqpharma.com – reputable mexican pharmacies online