Hindi Islam - Zarb-e-Kaleem Allama Iqbal Poetry

Hindi Islam – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | ہندی اسلام

Hindi Islam

ہندی اسلام

 

ہے زندہ فقط وحدت افکار سے ملت
وحدت ہو فنا جس سے وہ الہام بھی الحاد

Hai Zinda Faqt Wahdat-e-Afkar Se Millat
Wahdat Ho Fana Jis Se Woh Ilhaam Bhi Ilhaad

Only identity of thought keeps the Faith thriving
Doctrine by whose means schism is brought is impious striving;

 

وحدت کی حفاظت نہیں بے قوت بازو
آتی نہیں کچھ کام یہاں عقل خدا داد

Wahdat Ki Hifazat Nahin Be-Quwwat-e-Bazoo
Aati Nahin Kuch Kaam Yahan Aqal-e-Khudadad

And only the strong hand is fit to guard the creed:
Let no‐one trust man’s native wit to serve such need.

 

اے مرد خدا! تجھ کو وہ قوت نہیں حاصل
جا بیٹھ کسی غار میں اللہ کو کر یاد

Ae Mard-e-Khuda! Yujh Ko Woh Quwwat Nahin Hasil
Ja Baith Kisi Ghaar Mein Allah Ko Kar Yaad

But that strength, preacher, we shall not find in your hand muster;
Go, and recite in some cool grot your paternoster

 

مسکینی و محکومی و نومیدی جاوید
جس کا یہ تصوف ہو وہ اسلام کر ایجاد

Miskeeni-o-Mehkoomi-o-Naumeedi-E-Javed
Jis Ka Ye Tasawwuf Ho Woh Islam Kar Ijad

And there concoct some new Islam, Whose mystic kernel shall be
A tame submissive calm, despair eternal!

 

ملا کو جو ہے ہند میں سجدے کی اجازت
!ناداں یہ سمجھتا ہے کہ اسلام ہے آزاد

Mullah Ko Jo Hai Hind Mein Sajde Ki Ijazat
Nadan Ye Samajhta Hai Ke Islam Hai Azad!

In India, if bare leave be deigned his prayer‐prostration,
Our dull priest thinks Islam has gained emancipation.

(Hindi Islam)

 

 

Tasawwuf – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | تصوف

Afrang Zada – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | افرنگ زدہ

Sufi Se – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | صوفی سے

One thought on “Hindi Islam – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | ہندی اسلام

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *