Duniya - Zarb-e-Kaleem Allama Iqbal Poetry

Duniya – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | دنیا

Duniya

دنیا

 

مجھ کو بھی نظر آتی ہے یہ بوقلمونی
وہ چاند، یہ تارا ہے، وہ پتھر، یہ نگیں ہے

Mujh Ko Bhi Nazar Ati Hai Ye Bu-Qalmooni
Woh Chand, Ye Tara Hai, Woh Pathar, Ye Nageen Hai

The diverse hues of world I can descry,
Here stone and gem, there moon and starry sky.

 

دیتی ہے مری چشم بصیرت بھی یہ فتوی
وہ کوہ ، یہ دریا ہے ، وہ گردوں ، یہ زمیں ہے

Deti Hai Meri Chashm-e-Beseerat Bhi Ye Fatwa
Woh Koh, Ye Darya Hai, Woh Gardoon, Ye Zameen Hai

My insight also gives this verdict clear,
These are hills, river, earth and sphere.

 

حق بات کو لیکن میں چھپا کر نہیں رکھتا
!تو ہے، تجھے جو کچھ نظر آتا ہے، نہیں ہے

Haq Baat Ko Lekin Main Chupa Kar Nahin Rakhta
Tu Hai, Tujhe Jo Kuch Nazar Ata Hai, Nahin Hai!

Of facts so true, I strive to hide not aught:
You are, all else a trick that eyes have wrought!

(Duniya)

 

 

Ghazal – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | غزل

Hindi Islam – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | ہندی اسلام

Tasawwuf – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | تصوف

3 thoughts on “Duniya – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | دنیا

  1. Pingback: Dan Helmer

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *