Mausiqi- Zarb-e-Kaleem Allama Iqbal Poetry

Mausiqi – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | موسیقی

Mausiqi

موسیقی

 

وہ نغمہ سردی خون غزل سرا کی دلیل
کہ جس کو سن کے ترا چہرہ تاب ناک نہیں

Woh Naghma Sardi-e-Khoon-e-Ghazal Sara Ki Daleel
Ke Jis Ko Sun Ke Tera Chehra Taabnaak Nahin

A song that fails to make your face glimmer and glow with joy and glee,
Shows that minstrelʹs blood is cold, and His heart of heat and warmth is free.

 

نوا کو کرتا ہے موج نفس سے زہر آلود
وہ نے نواز کہ جس کا ضمیر پاک نہیں

Nawa Ko Karta Hai Mouj-e-Nafs Se Zahr Alood
Woh Ne Nawaz Ke Jis Ka Zameer Paak Nahin

That player on the flute who has a conscience much defiled, impure,
A puff of breath can make a tune replete with poison that hasnʹt cured.

 

پھرا میں مشرق و مغرب کے لالہ زاروں میں
کسی چمن میں گریبان لالہ چاک نہیں

Phira Mein Mashriq-o-Maghrib Ke Lala Zaron Mein
Kisi Chaman Mein Greban-e-Lala Chaak Nahin

I have visited the meads in East and West, where tulips parks adorn;
But I have not beheld a park where tulips have their collars torn.

(Mausiqi)

 

 

Ejad-e-Ma’ani – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | ایجاد معانی

Alam-e-Nau – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | عالم نو

Mard-e-Buzurg – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | مرد بزرگ