Musliheen-e-Mashriq - Zarb-e-Kaleem Allama Iqbal Poetry

Musliheen-e-Mashriq – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | مصلحین مشرق

Musliheen-e-Mashriq

مصلحین مشرق

 

میں ہوں نومید تیرے ساقیان سامری فن سے
کہ بزم خاوراں میں لے کے آئے ساتگیں خالی

Main Hun Naumeed Tere Saqiyan-e-Samri Fan Se
Ke Bazm-e-Khawaran Mein Le Ke Aye Satgeen Khali

Your vinteners have despaired me much, Like Samri, they can cast a spell:
With empty bowls to East have come, What they would do is hard to tell.

 

نئی بجلی کہاں ان بادلوں کے جیب و دامن میں
!پرانی بجلیوں سے بھی ہے جن کی آستیں خالی

Nayi Bijli Kahan Un Ke Badalon Ke Jaib-o-Daaman Mein
Purani Bijliyon Se Bhi Hai Jin Ki Aasteen Khali !

No lighting new can ever flash in lap of clouds that float in sky:
Of lightning old, their sleeves are void, How can they gain a status high?

(Musliheen-e-Mashriq)

 

 

Agahi – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | آگاہی

Aqwam-e-Mashriq – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | اقوام مشرق

Zamana-e-Hazir Ka Insan – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | زمانۂ حاضر کا انسان

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *