Aaj Aur Kal
آج اور کل
وہ کل کے غم و عیش پہ کچھ حق نہیں رکھتا
جو آج خود افروز و جگر سوز نہیں ہے
Woh Kal Ke Gham-o-Ayesh Pe Kuch Haq Nahin Rakhta
Jo Aaj Khud Afroz-o-Jigar Souz Nahin Hai
No claim to the future, its joy or sorrow,
Has he in whose soul no hot passion burns now;
وہ قوم نہیں لائق ہنگامہ فردا
جس قوم کی تقدیر میں امروز نہیں ہے
Woh Qoum Nahin Laeek-e-Hangama-e-Farda
Jis Qoum Ki Taqdeer Mein Amroz Nahin Hai!
Unworthy the tumult and strife of tomorrow
That nation to whole will to‐day does not bow.
(Aaj Aur Kal)
Bolshevik Roos – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | بلشویک روس
Nafsiyat-e-Ghulami – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | نفسیات غلامی
Yorap Aur Yahood – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | یورپ اور یہود