Iqbal - Zarb-e-Kaleem Allama Iqbal Poetry

Iqbal – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | اقبال

Iqbal

اقبال

 

فردوس میں رومی سے یہ کہتا تھا سنائی
مشرق میں ابھی تک ہے وہی کاسہ، وہی آش

Firdous Mein Rumi Se Ye Kehta Tha Sanayi
Mashriq Mein Abhi Tak Hai Wohi Kasa, Wohi Aash

In Eden Sinai to Rumi told that people living in the East,
Still eat their bread and beans from begging cups they have not made progress least.

 

حلاج کی لیکن یہ روایت ہے کہ آخر
!اک مرد قلندر نے کیا راز خودی فاش

Hallaj Ki Lekin Ye Rawayat Hai Ke Akhir
Ek Mard-e-Qalandar Ne Kiya Raaz-e-Khudi Faash

Hallaj relates that thus at last a man in India has appeared,
Who with efforts firm and strong, The webs that hid the self has cleared.

(Iqbal)

 

 

Makhlooqat-e-Hunar – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | مخلوقات ہنر

Ahram-e-Misar – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | اہرام مصر

Naseem-o-Shabnam – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry | نسیم و شبنم